Gul az rukht Aamokhta naat lyris and Urdu translation

Gul az rukht Aamokhta naat lyris and Urdu translation

Gul az rukht Aamokhta nazuk badni ra naat lyris and Urdu translation

shayar : molana Abdul Al Rehman jamii

Gul az rukht Aamokhta nazuk badni ra

bulbul zay to Aamokhta sheereen sukhani ra

 

( ghulaab ne tairay chehray se nazakat ka dars liya hai. Bulbul ne tairay tklum se sheree klami seekhi hai. )

 

hr ks kah lab e Laal tra deedaa ba khud guft

haqa kah cheeh khush knda Aqeeq e yemeni ra

 

( jis ne bhi tairay Laal gon lab dekhe to dil ( ki aawaz ) se kaha. Yaqeenan” is yemni Aqeeq ko bohat khoubsurti se tarasha gaya hai. )

 

Khayat e azal dokhta Bar qaamat e zebat

Bar qad to inn jaama y sabz chimani ra

 

( azl ke Khayat ne teri khobsorat qaamat par, sar we Saman ka Hussain jama tayyar kya hai.

 

Dar ashq e to dandan shakistand ba ulfat

to jama rsaneed owais e Qarni ra

 

( tairay ishhq mein apne daant gawan diye to aap ne Awees e Qarni ko jama arsaal kya )

 

Az jami bechara rasaneeda salami

Bar draga he darbaar e rasool e Madni ra​

 

( be chaaray jamii ki taraf se rasool Madni ke darbaar ke huzoor salam pohnchado. )

Gul az rukht Aamokhta naat lyris and Urdu translation

Gul az rukht Aamokhta nazuk badni ra naat Video:

 

Download WordPress Themes
Free Download WordPress Themes
Free Download WordPress Themes
Free Download WordPress Themes
udemy course download free
download karbonn firmware
Premium WordPress Themes Download
lynda course free download

Comments

Leave a Reply