ISLAMIC SOFTWARE'S

almdinah islamic library software for free

Almdinah islamic library tamam muslims bil khasos ulama, usaatzaa aur talba ke liye ‘Dawat islami ‘ ki Ilmi khazanay se bhar poor paish kash.

Almdinah islamic library ki khususiyaat:

Almdinah islamic library main Quran o hadees, seerat o tareekh, aqaid o amal aur deegar islami mozuaat par besh baha kutub.
Maktaba Almdinh ke shaya kardah kam o besh 400 se zayed kutub .
• ilmi-o-tehkiki mawaad se istifada o Afadah karne ki sahoolat.
• Almdinah Islamic library main apny mann pasand mauzo aur kitaab ko bookmark ke zariye mehfooz kijiyej .
• advance search ke zariye aik se zayed alfaaz search karne ki sahoolat .
• pehly se ziyada advance search ki sahoolat ke sath kitaab talaash krnaa bht asan.
• search option mein jayen aur alfaaz likhain aur sekind mein result haasil kijiye.
• Nai anay wali kutub online download haasil karne ki sahulat.
• Ghr baithy Ilmi o tehqeeqi mawaad se istifada ke liye apne computer, teblet mein Almdinah Islamic library install kijiye.

متعلقہ مضامین
Almdinah Islamic library
Almdinah Islamic library
books software
Almdinah Islamic library
dawat e islami books
Almdinah Islamic library
urdu islamic books
Almdinah Islamic library

Almdinah Islamic library main mojood Mawaad:

  • Fatawa rizviya mukammal ( 30 jldin )
  • Bahar e shariyat (mukammal).
  • Siraat-ul-jinaan ( mukammal 10 jldin).
  • ahyaa- al-uloom mukammal.
  • miratul manajih sharah mishkat ul masabih mukammal (8 jlden ).
  • Hiyat-ul-auliya.
  • Fezan sunnat.
  • Deegar 80 se zayed tasaneef.
    ka khud bhi Ilmi mawaad haasil kijiyej aur doosron ko bhi Ilm e deen seekhnay ki targheeb dilaye. Or ‘’almdinah Islamic library’’ abhi download kijye.

Download Almdinah Islamic library from bellow:

Al-Madina Library

Leave a Reply

Back to top button